बुधवार, 5 दिसंबर 2007
kahani ya cinema
Kahani pahle manoranjan ki vidha mani jati thi. Lagta hai wo daur phir laut raha hai.kathakaron ki jo nayi khep aa rahi hai wo phir se kahani ko manoranjak bana rahe hain.bilkul yashraj banner ke filmon ki tarah. filmon ke bazar ki tarah ab sahitya ka bhi bazar ban raha hai.waise bhi katha -kahani pahle sahitya ke category me shamil kahan ki jati thi. Namvar singh ne agar sadasayata nahi dikhayi hoti to kahani to wahin thamak gayi hoti.khatri ke aaspas.
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें